How To Save Money Tips In Hindi - Hello dosto aaj ham lekar aaye hai aapki sabse badi problem
ka solution lekar. Ji ha to aaj ham aapki ye janne me help karge ki aap kese
aapni money ko save kar sakte hai. Bahut se log hote hai jo apni money ko save
kar ke ek achhi jagah per invest karna chahte hai. Lekin wo aesa nhi kar pate
hai kyoki uske samne he problem hoti hai ki wo apni money ko save kese kare.
Apni limited salary mese money ko
save karna ek bahut hi bada challenge hai. Kyoki hamari salary kum hoti hai or
expanses jayada hote hai. Or yadi reason hota hai ki ham Apne Paiso Ko Save
Kese Kare ye sochte rhte hai. To ham aapko kuch aese tips share karne jarhe hai
jisse aap Apni Money Ko Save(Money Saving Tips) Kar Payge.
How To Save Money Tips In Hindi | Money Saving Tips In Hindi | Money Saving Tips
1: Make Record Of Daily Expenses
yadi aapko apni ko save karna chahte ho to aapko sabse pahle aapko apne daily
expenses ka pata lagana hoga. Ab aap ye soch rhe hoge ki ye hoga kese to isliye
aapko apne daily expenses ke liye ek note book create karni hogi or usme aapko
apne daily expenses ko add karna hoga. Or aap yadi inko note book me add nhi
karna chahte to aap Google Play Store se koyi app bhi download kar sakte hai.
Or har 7 days me aapko apne
expenses ko analysis karna hai. Jisme aapko ye dekhna hai ki konse wo expenses
hai jo useless hai or aap baar baar kar rhe ho or us per aap kitne rupye khrch
kar rhe ho. Fir aap ek plan bana sakte ho ki aapko us expenses ko kese overcome
karna hai.
2: Stop Buying Useless items
Ye
hamari sabse buri aadat hoti hai ki jab bhi hame koyi new item dikhti hai or wo
hame achhi lagne lag jati hai fir ham usko buy kar lete hai. Or ye bhi nhi
sochte ki wo hamare kaam ka hai ya nhi. Or jab ham usko buy kar lete hai to
kuch time hame ye samjh me aata hai ki hamne to isko galt hi buy kar liya hai
kyoki iski to hamko need hi nhi hai.
Isliye dosto yadi aap bhi yahi
galti kar rhe hai to aapko aaj se hi isko stop karna hoga. Or yadi ye aapki
habit hai to me aapko iske liye kuch trick dene ja rha hu jisse aap kabhi ye
galti nhi karge.
Jab bhi aap market me jaye to
utni hi money lekar jaye jitne ki app ko jarurt hai. Usse jayada kabhi nhi
lekar jaye.Hamesha jobhi aapko market se
buy karna hai uski list bana kar lekar jaye. Isse aapka focus aapki jarut ke
items per rhega.
Jab bhi aapko market me kuch
pasnd aaye to aapko wo buy karne se pahle aapko apne aap kuch questions puchne
hai. Yadi aap puche gaye questions ka answer dene me successful rhe to aap us
item ko buy karne ki soch sakte ho. To jante hai kya hai wo ques.
- Kya ye mere kaam ka hai or yadi hai to ye mere kitne dino tak kaam ke aayega.
- Kya isko buy karna itna jaruri hai jitna ki aapke list ka item hai.
3: Create More Income Source
Yadi aapke expenses jayada hai or income jayada nhi hai to aapko apne earning
source increase karne ki jarurt hai. Aap jitna focus money ko save karne me
laga rhe ho utna hi aapko apni incomes ko increase karne me bhi lagana chahiye.
Taki aap Income or Expense ke bich balance create kar sako.
4: Fix Same Expenses
Hamari
life me bahut se expenses aese bhi hote hai jiko ham kam bhi kar sakte hai or
jayada bhi ye hamare upar depend hota hai. Yadi aapke bhi kuch aese expenses
hai jo aap kum kar sakte ho to aapko uske liye ek fix amount karna hoga ki
mujhe iske liye isse jayada spend nahi karne.
Jab aap aesa karne lagte hoto
aapke expenses kum ho jate hai fir ham un peso ko save kar sakte hai. To aapko
is baat per jarur dhyan dena hai.
5: Learn About Personal Finance
Or dosto ab baat karte hai yadi aap apne pase ko manage karna jante ho to hi
aap apne pese ko save kar sakte ho isliye aapko jayada se jayada personal finance
ke baare me janna hoga.
Or yadi dosto aap ye 5 points per
focus karte hai to aap money ko save kar payge. Or ham aasha karte hai ki aap
jan gaye hoge ki Apne Peso Ko Save Kese Kare(How To Save Money Tips In Hindi).
0 टिप्पणियाँ
Please do not enter any spam link in the comment box