Study Karne Ka Sahi Tarika In Hindi - Smart Way

Study Karne Ka Sahi Tarika | Study Kaise Kare Tips


Hello Dosto kya aap bhi exam me top karna chahte hai. Kya aap bhi chahte hai ki aap ek higher persntge ke saath pass ho. To aaj ham aapko Study Karne ka Shi Tarika batayege. Kyo ki adhiktar students ko to pata hi nhi hota ki unko study kis tarike se karni chahiye.

Study Karne Ka Sahi Tarika | Study Kaise Kare Tips
Study Karne Ka Sahi Tarika


Kyoki dosto study karne ke liye hame hard work ki jarurt hoti hai. Lekin hard work ke sath sath ek or baat hai jo hame dhyan me rhkni chahiye or wo right direction. Kyoki dosto ham kitna hi hard work karle lekin hamare paas study karne ke liye right direction nhi hai to aap kuch bhi learn nhi kar paoge. Ab isko ham ek Example ke sath samjte hai manlo ki aapko ek room se bahar nikalna hai ab yadi aap room ki kisi bhi diwar par jakar us diwar se bhidne lag jaaoge to aapko ya lata hai aap bahar nikal paoge fir chahe aap hard work hi kyo na kar rhe ho. Aap yaha hard work to kar rhe ho lekin aap uska upyog right direction me nhi kar rhe. Isliye aapko hard work karna chahiye lekin right direction me. To aayiye jante hai wo 4 point ko jisse aap apni Study Karne Ka Shi Tarika jan payege.

1 : Divide Your Study – Dosto jab bhi aap study start karte ho. To aap ye sochte ho ki aaj aaj me mujhe ye semester complete karna hai. Joki ek bahut hi mushkil hai. Ab me yaha isko mushkil isliye bol rha hu kyoki aapne apne aap ko ek mushkil task dediya hai. Kyoki jab bhi ham ek subject ko jayada time ke liye padte hai to aapko wo subject boring langne lag jayega.

Isliye aap ko apni Study Ko Divide karna chahiye. Jese aapne goal banaya hai ki aapko ek semester ko complete karna hai to aapka goal ye hai hona chahiye. Aap ka goal hona chahiye ki Ek lesson ka ya fir us Lesson ke bhi ek topic ka. Jab aap is tarike se aapni study karne lagoge to aapko Study bahut hi simple lagne lagegi. Or ye aapke liye Study Karne Ka Shi Tarika sabhit ho sakta hai.


2 : One Thing – Dosto ab hota kya hai jab bhi ham study karne lagte hai. To sath hi sath ham study karte karte dusre subject ke bare me bhi sochne lag jate hai maltb ham sochte hai ki iske baad wo paduga, usme ye wo exam me aastkta hai. Or na jane kitne sawal hamare mind me aane lag jate hai. To dosto hame aesa nhi karna chahiye. Yadi ham ek subject ko study kar rhe hai to puri tarike se us per dhyan lagana chahiye. Hame mind me One Thing honi chahiye us study ke parti. Or ye bhi Study Karne Ka Shi Tarika hai.(Study Kaise Kare Tips)


3 : Feedback – Dosto ye bahut hi jaruri hai ki aap apne dawara kiye gaye work ka apne aapko feedback de. Yadi aap apni study ka feedback dete hai to aap ko apni study ko anlzay karne ka moka mil jata hai. Aap apni mistakes or weakness ko anlazy karke usko right kar sakte ho. Aap ko konsa topic hard laga kisko or padne ki jarurt hai. Ye sabhi aapki study ko bhi effective banayegi. (Study Kaise Kare Tips)


4 : Let It Go – Dosto ye rule kahta hai ki yadi aap ka man study ke liye ready nhi or kuch or karne ka kar rha hai to aap ko wo hi karna chahiye. Yaha hamara matlb ye hai ki yadi aap study bahut der se kar rhe ho or aap bor ho gaye ho to aap ko study chhod dena chahiye. Kyoki yadi hamara man study karne ka nhi kar rha or ha jabrdasti study karge to wo hamare mind ke liye bilkul bhi accha nhi hoga. Isliye aap ko yadi bahar jakar kuch khane pine ka ya khelne ka man kar raha hai to aapko jarur jana chahiye.

Or dosto yadi aap in 4 tips ko follow karte ho to yakin maniye aap bahut hi effective tarike se study kar payege. Or ye 4 tips aapke liye Study Karne Ka Shi Tarika sabhit hoga.

Appko yadi hamari post achhi lagi to comment me jarur bataye Or aap hame INSTAGARM  pr follow bhi kar sakte hai.

Thanks For Reading

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ